看板 Hindi
作者 標題 [音樂] Tuhi Mere Hum Nava From Movie Knock Out
時間 2010年10月27日 Wed. AM 01:28:47
Song: Tuhi Mere Hum Nava
Singers: K.K
Film: Knock Out
tu hi mere ham-nava mujh mein ravaan raha
tu hi mere Khuda saanson mein bhi chala
[repeat]
tu sajdon ka yaqeen
koi tujh sa hai nahi, jahaan mein doosra
maula, tu mil gaya to mila
maula, mujhe deen ka har pata
maula, tujh bin jiyun kis tarah, maula
armaan taraashe tu, har pal sanvaare tu
tu hi jahaan hai, sab waheen
tu hi khayaalon mein, dil ke ujaalon mein
hai raat bhi tu, din tu hi
kuch kho ke sab paa liya
mujh mein jo woh jee liya
mita har haadisa
maula, tu mil gaya to mila
maula, mujhe deen ka har pata
maula, tujh bin jiyun kis tarah, maula
main tha gunaahon mein, teri panaahon mein
aa kar mili hai har khushi
tu hi nazaaron mein, tu hi bahaaron mein
tu hi jahaan ki dilkashi
khud jeene ke raaste
tujh ko paa ke chal diye
ruka na qaafila
maula, tu mil gaya to mila
maula, mujhe deen ka har pata
maula, tujh bin jiyun kis tarah, maula
maula maula maula maula
maula maula maula maula
maula maula maula maula……..
--
※ 來源: Disp BBS 看板: Hindi 文章連結: http://disp.cc/b/145-HmK
※ 作者: BonneCherie 時間: 2010-10-27 01:28:47 來自: 59-104-57-204.adsl.dynamic.seed.net.tw
※ 看板: Hindi 文章推薦值: 0 目前人氣: 0 累積人氣: 174
回列表(←)
分享